Haath Utha Ke
TuMhe Rab Se Mang ,
Agar Chaho To….
TuMhe Chaah ,
TuMhari MasooM Nazron Ka,
Sadqa Utar ,
Kaho To Ye Sare,
Chanda Suraj Aur Taare
TuMhari Jholi Mein Bhar Dun,
Bas TuMhe Paa ,
TuMhe Chah ,
Aur Pyaar Kar ,
Kaho To
TuMhari MasooMiyat Ke Waaste
Mar Jaun,
Pyar AMar Kar Dun,
Bas TuMhe Paa ,
Kaho To
Haan Agar Kaho To…
Tishnagi roz mulaqaat main reh jati hai..
meri ek baat kahin baat main reh jati hai..
chand aankhon se guzarta hai guzar jata hai..
chandni dil ke muzafaat main reh jati hai..
khwab ma haath mila kar wo chla jata hai..
aur phir ek dhanak haath main reh jati hai..
uss ka chehra to nikal jaaye meri sochon se..
roshni mere khayalaat main reh jati hai..
jab woh raanayi se uth jaye mere pehlu se..
ik tanhayi meri zaat main reh jati hai
Dil udhaas hai bahut koyi paigaam hi likh do
Tum apna naam na likho, gum-naam hi likh do
Meri qismat mein gham-e-tanhayi hai lekin
Tamaam umr na likho magar ek shaam hi likh do
Zuroori nahi ki mil jaaye sukoon har kisi ko
Sare-e-bazm na aao magar benaam hi likh do
Ye jaanta hoon ki umr bhar tanha mujhko rehna hai
Magar pal do pal, ghadi do ghadi, mere naam hi likh do
Chalo hum maan lete hai ke sazaa ke mustahiq thahre hum
Koyi enaam na likho koyi ilzaam hi likh do
Meri Saanso Mein TuM Ho,
Meri Baaton Mein TuM Ho,
Meri Aankhon Mein TuM Ho,
Mere Dil Ki Dhadkan,
Mere Khwabon Mein Khayalon Mein TuM Ho,
Meri Har Baat Mein TuM Ho,
TuMhe Kaise Na Sarahoon
Mere Zarre Zarre Mein TuM Ho,
Jidhar Bhi Dekhun TuM Hi TuM Ho,
Haan
Agar Nahi Ho To
Bas
Meri KisMat Mein Nahi Ho,
Phir Bhi,
Meri Yaadon Mein,
Mere Aansuon Mein To TuM Hi TuM Ho
Kitna Chaha Hai Tum Ko,
Kitna Jana Hai Tum Ko,
Kis Qadar Mohabat Hai,
Kis Qadar Zarurat Hai,
Kash Tum Samajh Pate,
JaaN Ye Tumhari Hai,
Har Khushi Tumhari Hai,
DiL Lagi Tum Hi Se Hai,
Zingagi Tum Hi Se Hai,
Kash Tum Samajh Pate,
Rooh Ki Zarurat Ho,
DiL ki Ebadat Ho,
Meri Tum Mohabat Ho,
Kash Tum Samajh Pate,
Sirf Tum Mohabat Ho,
Sirf Tum Ko Chaha Hai,
Sirf Tum Hi Chahat Ho,
Kash Tum Samajh Pate,
chandani raat k hatoon pe swar utari hai
koi khooshbo meri dehlees ke paar utri hai
is mai kuch rang bi hain khawab bi mehkar bi hai
jhilmilaati hovi khawish bi hai inkar bi hai
isi khushboo mai kai dard bi afsaanay bi
isi khushbo ne banay kai dewane bi
maire anchal pe ye umidoon ki kitaar utri hai
koi khushbo meri dehlees ke paar utri hai
isi khushbo se kisi yaad ke dar khulte hain
maire pairoon se jo lipte to safar kilte hain
yehi khushboo jo mujhe ghar se utha laai thi
ub kisi toor palat kar nahi jane daiti
meri dehlees bulaati hai mujhe loot aao
ye hi khushbo mujhe wapis nahi aanai daiti
runj or dard mai doobi ye bhaar utri hai
koi khushboo meri dehlees ke paar utri hai
chandani raat ke haathoon pe sawaar utri hai
koi khushboo meri dehlees kay paar utri hai
husratoon ki qabr pe aansooun ke phool,
peyar tera bun gya zindagi ki bhool,
tujh ko door kur deya apny saye say,
khud hi hum ne kur leya mout ko qubool,
kon jany kis hisab chahatein bikein,
kya kya arma khoo deye kya howa wasool
chala gaya hai wo ab intezar KaRNa keya,
fuzool dil ko younhi beqarar KaRNa keya,
jo bach gyee hai umar kut hi jye gi,
zara si deir ko ab aur peyar kuRNa keya,
wo jitny kam muhabat ke thy tamam howey,
koi waja hi nhi ab tu jee ke kuRNa kya,
likhy howey thy sabhi ghum meri lakeeron main,
agar ye sach hai tu phir qismatoon se lu
a kya,
na ab nigah hai wo uski na koi meri ada,
tu bey sabab younhi KHUSHBOO singhaar kuRNa kya
hur shukhs se ulfat ka iqrar nhi hota,
hur chehry se dil ko kabhi peyar nhi hota,
jo rooh ko choo jye,jo dil main uttar jye,
uss ishq ka lufzoon main izhar nhi hota,
jub peyar juda ho tu ye husn bhi weeran hai,
mehboob bina koi singhar nhi hota,
jo ishq main mur jye samjho wo nageena hai,
bun jye wo pathar bhi bekar nhi hota,
Kiya Baat Kahon Un Ankhoon Ke
Jin Ankhoon Pey Main Marti Hoon
Woh Ankhain Jheel Se Ankhain Hain
Jin Main Doob Key Rooz Ubharti Hoon
Mujhey Dekhney Key Liye Uthte Hain
Miltey Hi Nazar Woh Jhukte Hain
Sarey Jahan Main Aise Ankhain Nahi
Jin Ankhoon Pey Main Marti Hoon
In Ankhoon Main Koi Ansoo Na Aye Koi
Kabhi Koi Gham Na Pass Aye Koi
Sada Muskurate Rahain Yeh Ankhain
Har Dam Yeh DUA Main Karti Hoon
Kiya Baat Hai Un Ankhoon Ke
Jin Ankhoon Pey Main Marti Hoon
jis ki chahat ko her chaht say mootaber rakha,
Khud tha ghamgeen mager us ko baykhaber rakha,
aaj wahi shakhs mayray g ko jalata hay bohat,
roh ko ghayal ankhoon ko rulata hay bohat,
kon c main nay thee us say khudaii mangi,
jub bhi mangi tu fakt us say mohabt mangi,
mayri chaht ka badla mujh ko istarah say mila,
hansta jo dil tha mayra mujh ko hay ujra sa mila.
Yeh kaamyabiyan izzat yeh naam tum se hai
Khuda ne jo bhi diya hai maqam tum se hai
Tumhare dam se hain mere lahoo mai khilte gulaab
Mere wujood ka saara nizam tum se hai
Kahan bisaat-e-jahan aur mai kamsin aur nadaan
Yeh meri jeet ka sab ahtemam tum se hai
Jahan jahan hai meri dushmani sabab mai hoon
Jahan jahan hai mera ahteraam tum se hai
Dil ka dard chupana kitna mushkil hota hy
Toot k phir muskurana kitna mushkil hota hy
Door tak chalo kisi k sath to
Tanha loot k aana kitna mushkil hota hy
Aankho Me Unki Chahat Thi Itni
Ki Chahe Bina Unhe Ham Rah Na Sake
Aur Chahat Me Unki Kashish Thi Itni
Ki Jeetey Ji Unpar Ham Mar Mite
Shikwy B Hzaron Hain
Shikayat B Boht Hy
Is Dil Ko Mgr Us Se
Muhbat B Bht Hy
Ye B Ha Tmanna K
Usy Dil Se Bhula Den
Is Dil Ko Mgr Uski
Zrurat B Bht Hy
Aa Jata Ha Milne Jo
Tasawur Me Sar-E-Sham
Us Shakhs Ki Itni C
Inayat B Bht Hy
Dekhen To Zra P K JANA
Zehr-E-Mohabt
Kehty Hen FARHAN K Is
Zehr Me Lazat B Boht Hy
Mutaasir Hum B Nahi Hoty
Itni Jaldi Kisi Se Magar
!
Kuch Logoon Ko Dil Mein Uttar Jany
Ka Fun Aata Hai
Teray Ishq Ki Inteha Chahta Hoon
Meri Saadgi Dekh Keya Chahta Hoon
.
Sitam Ho Ya Ho Waada-e-Bay Hijabi
..
Koi Baat Sabr Aazmana Chahta Hoon
Yeh Jannt Mubarak Rahay Zahidoon Ko
..
K Main Apka Saamna Chahta Hoon
Bhari Bazm Main Raaz Ki Baat Keh Di
.
Bara Bay Adab Hoon Saza Chahta Hoon
Dosti KaRNa hamain bhi sikhado zara,
Us dil k konay mein hum ko bhi bithado
zara,
Hum tumharay dil mein hain k nahi,
Zuban say na sahi sms se to batado zara.
Har wo lamha jo tujhsey juda hota hai,
Chalti saanson k liye ek sazaa hota hai,
Kaisey samjhaoon jahaan waalon ko aadab e WAFA?
Dooriyan rakhoon tau mera ishq qaza hota hai,
Wo shakhs mujhey pyara hai osey kehna,
wohee jeeney ka sahaara hai osey kehna,
Log pyarey hain bohat sey mujhko,
Wo sab sey pyara hai osey kehna,
muhabbatain, shikayatain, adaawatain oski,
mukjhey sab gawara hain osey kehna,
Chahney waaly aur b hain lekin!
Ye dol sirf aur sirf tumhara hai osey kehna,