Friday, July 31, 2015

Romantic Urdu Poetry, Part-10

·

butterflytujh bin jeeney ki koi aass nahin hai
hai saamney samander per piyaas nahin hai
miltey hain hazaron wafa ke dewey dar
lakin merey mahboob tuj sa koi khas nahin hai
her arzoo wafa ho gayi lakin jiya
aik arzoo baaqi hai key kiun tu merey pass nahin hai
 
butterflyPhool Khushboo se
Dil Dhadkan se
Zindagi Sanso se
Aur Meri Khushi………Tumhari Mohabbat se Qayem hai
So plz,Phool se Khushboo
Dil se Dhadkan
Zindagi se Sansoo
Aur muj se meri Khushi ko juda na Hone Daina…….

butterflyYeh dil na jane kiya kar betha,
Mujhse bina puche hi faisla kar betha,
Is zameen per toota sitara bi nahi girta,!!
Aur ye pagal chand se mohabbat kar betha..

butterflyphirta hay deewana teray pyar main
intizaar main hai teray ik deedar k
na janay tera aana kab hou us gali main
jis gali main tu nay waday kiya pyar k
phirta hay deewana teray pyar main
us gali main wo ab bhi khara hai
tera kuch pata nahi
phir bhi intizaar main hai teray ik deedar k
usay muhabat hai har teri baat say
wo teri baatain bhola nahi hai
aksar hum say teri baatain karta hain
na janay kab tou aay gi apnay pyar say milnay
usay teray pyar nay poucha diya baazar main
us nay apni zindagi guzaar di teray intizaar main
ab mout k asaar dhik rahay thay teray pyar main
tuj ko khabar hoi tab
jab us ki aankhain band honay chali thi teray pyar main

butterflymain kachi neend mein hon
aur apane niim_Khvaabidaa tanaffus me.n utaratii
chaa.Ndanii kii chaap sunatii huu.N
gumaa.N hai
aaj bhii shaayad
mere maathe pe tere lab
sitaare sabaat karate hai.n

butterflySayian re sayian re sayian
Padoun tairi paiyan re paiyan
Tu chod ke na ja na ja
Gori gori baiyan re baiyan
Tairi ye adayain tair ye jawani
Ab kahan milaigi mujh ko ye jawani
Kar deti hy pani pani pani
Re me teri diwani mastani
Saiyan tu chod ke na ja-re na ja
Gori bayian ko tu chod ke na ja

butterflyUs Ki Ankhoo’n Mai Dharakta Hai Ghazzab Ek Sawaal
Us Ne Bandha Meray Anchal Se Ajjab Ek Sawaal
Neend Khawaboo’n Se Jo Uljhi Hai Seher Honay Tak
Justuju Ek Tammana Thi, Tallab Ek Sawaal
Apni He Zaat Se KaRNa Hai Kinaraa Mujh Ko
Pochna Ho Tu Rahoo’n Meher-ba-Lab Ek Sawaal
Meray Khawaboo’n Se Bhi mujhay Aasi Tanhai Di
Mujh Se Pocha He Nahi Ajj Ji Shub Ek Sawaal
Janti Hoon Kay Aaye Ga Ba-Waqat-e-Rukhsat
Mujhay Uljhay Kisi Orr Sabub Ek Sawaal
Meray Kaisay Mai Nahi Is Kay Koi Jawaab
Us Kay Kassay Mai Raha Jaan Balub Ek Sawaal
Is Barrus Baam Se Guzeray Ga Ager Mousam-e-Gul
Mai Bhi Pochoo’n Gi Basad-e-Ejiz-o-Addab Ek Sawaal

butterflyye arzoo hai ki jab bhi gale lagaoon use
hisaar-e-zaat se baahar nikaal laoon use
vo jal raha tha kari dhoop ki tamazat mn
mila jo ab to odaah doongi apani chaoon use
ye ishq bhi hai ajab imtihaan-e-ahad-e-vafaa
vo azamaye mujhe aur main azmaoon use
vo shahar shahar chiraagan sahii magar ek din
havayen yaad dilayengii apana gaoon use
vo apane Khvaab mn shayad mujhii ko dekhata ho
main tashna_lab sahii sote mn kya jagaon use

butterflykabhii itnii zahmat to farmaaiyegaa
ufaq tak siyaah zulf lahraaiyegaa
meraa haal ab kuch tavajjoh talab hai
mere haal par Ghaur farmaaiyegaa
baRaa saKht hai raastaa zindagii kaa
zaraa aap bhii do qadam aaiyegaa
havaadis kii rau Khud bhii ek haadisaa hai
havaadis kii rau se na ghabraaiyegaa
bas ab aane vaalii hai rut zindagii kii
kisii din achaanak chale aaiyegaa
zaraa maiN bhii taaziim-e-mausam karuuNgaa
zaraa aap bhii shauq farmaaiyegaa

butterflyLout aao k Phir ye Aetbaar na milega
Ye Mohabat ye Ahesas ye Pyar na milega
Manga he RUB se Tujhe Duaon m Ro Ro k
Hum Jesa Tujhe koi Talabgar na milega..

butterflyKhu$hi M Gham Ki Lazzat nhi To Kuch B nhi
Zindagi M Mohabat nhi To Kuch B nhi
Tamam Umer Ebadat Karte Raho lakin
Kisi Shakhas se Mohabat nhi To Kuch B nhi.

butterflyUn ke chahre ko bhul sakte nahi,
Dil ki betabi ki surat dikha sakte nahi,
Kitni dilchasp hai mohabbat ki duriyan,!
Manzil pas hai or kadam barha sakte nahi..

butterflyTuta ho dil to dard hota hai,
Kar ke mohabbat kisi se ye dil rota hai,
Dard ka ehsas to tab hota hai,!!
Jab mohabbat paane ke baad koi mohabbat khota hai….

butterflyMasoom mohabbat ka bas itna fasana hai,..
Kagaz ki kashti hai aur barish ka zamana hai,..
Kiya mohabbat hai aur kiya is ka fasana hai,!!
Awaz bi zakhmi hai aur geet bi gaana hai,..
Us paar uta
e ki umeed bohat kam hai,!!
Kashti bi purani hai aur toofan ko bi aana hai,..
Samjhe ya naa samjhe tum andaaz MOHABBAT ka,!!
Ek shaks ko aankhon se haal-e-dil sunana hai,..
Masoom mohabbat ka bas itna hi fasana hai,!!
Ek aag ka dariya hai aur doob ke jaana hai…

butterflyChahe mujrim kaho ya koi gunahgaar hamein,..
Saaf kahte hain ke ek shakhs se hai pyar hamein,..
Pyar kiya hai to haalat se DaRNa kaisa,!!
Apne is jurm ka iqrar hai 100 Baar hamein,..
Humne maana ke hamein jaan se jaana hoga, jaan de kar bi hamein pyar nibhana hoga,!!
Suno duniya walon mohabbat se nahi hai inkaar hamein,..
Saaf kahte hain ke ek shakhs se hai pyar hamein…

butterflyMohabbat phir Mohabbat hai….
Kabhi dil se nai jati,
Hazaron rang hai is k,
Ajab he dhang hai is k,
Kabhi Sehra Kabhi Darya
Kabhi Jugnu Kabhi Ansoo
Mabhi manzil Kinaray per
Piyasa mar deti hai,
Aziyat hi aziyat hai
Magar
Yr bhi Haqiqat hai,
Mohabbat phir mohabbat hai
Kabhi dil se nai Jati.

butterflyKoi mousam bhi hum ko raas nahin
woh nahin hay tou kuch bhi paas nahin
aik muddat say dil k paas hay woh
aik muddat say dil udas nahin
jub say daikha hay shaam aankhon mein
tub say meray qayaim hawas nahin
meray lehjay mein us ki khushbo hay
us ki baaton mein meri baas nahin
Jitna Shaffaf hay tera aanchal
Utna ujla mera libaas nahin
samnay meray aik darya hay
hont sokhay hain phir bhi pyas nahin
jis ko chaha hay dil-o-jan say saqi
janay woh kion nazar shinaas nahin
woh nahin hay tou kuch bhi paas nahin
aik muddat say dil k paas hay woh
aik muddat say dil udas nahin
jub say daikha hay shaam aankhon mein
tub say meray qayaim hawas nahin
meray lehjay mein us ki khushbo hay
us ki baaton mein meri baas nahin
Jitna Shaffaf hay tera aanchal
Utna ujla mera libaas nahin
samnay meray aik darya hay
hont sokhay hain phir bhi pyas nahin
jis ko chaha hay dil-o-jan say saqi
janay woh kion nazar shinaas nahin

butterflyai sanam jis ne tujhe chaaNd kii suurat dii hai
usii Allah ne mujh ko bhii muhabbat dii hai
teGh be-aab hai na baazuu-e-qaatil kamzor
kuch giraaN jaanii hai, kuch maut ne fursat dii hai
furqat-e-yaar meN ro-ro ke basar kartaa huN
zindaganii mujhe kyaa dii hai, musiibat dii hai
josh paidaa kiye sun’ney ko tiara zikr-e-jamaal
dekhne ko terii aankhoN meN basaarat dii hai
kamar-e-yaar ke mazmuuN ko baandho “Aatish
zulf-e-khuubaaN sii mire tum ko tabiiyat dii hai

butterflySaza Pe Chor Diya Jaza Pe Chor Diya
Har Ek Kam Hum Ne Khuda Pe Chor Diya
Woh Hum Ko Yad Rahkta Ya Bhula Deta
Usi Ka Kaam Tha Usi Ki Raza Pe Chor Diya
Us Ki Marzi Bujha De Ya Phir Jala Rakhe
Cheragh Hum Ne Jala Kar Hawa Pe Chor Diya
Us Se Baat Bhi Karte Tu Kis Tarhan Karte
Yeh Masal Dua Ka Tha Dua Pe Chor Diya
Iss Liye Tu Woh Kehte Hain Bewafa Hum Ko
Ke Hum Ne Sara Zamana Wafa Pe Chor Diya

Subscribe to this Blog via Email :