Kahun K Kia Ho Tum.?
Mere liye meri Duniya ho Tum,
Cho k jo Guzre wo Hawa ho Tum,
Maine jo Mangi wo Dua ho Tum,
Kya maine Mehsos wo Ehsas ho Tum,
Meri Nazar ki Talash ho Tum,
Meri Zindagi ka Qarar ho Tum,
Maine jo Chaha wo Pyar ho Tum,
Mere Intizar ki Rahat ho Tum,
Mere Dil ki Chahat ho Tum,
Tum ho tu Duniya hai Meri,
Kaise Kahun k Sirf Pyar Nahin,
Meri JAAN ho Tum.
Hum unke husn me is kader kho jaate hai
Unko bataane me jamaane lag jaate hai
Ek vo hai jo palke uthaate hai
Aur ek hi najar me sab kuchh keh jaate hai.
Mere hamsafr…
Mere Hamnasheen…
Main ne Rab se manga tu kuch nahi,
Main ne jab b mangi koi dua!
Nahi manga kuch b “Tere siwa”…
Ye talab kiya k mera Khuda!
Sabhi rahatien..
Sabhi chahtien..
Wo ata kare tujhe manlilain..
Ye talab kiya k mera Khuda!
Tujhe bakht de..
Tujhe taj de..
Mere Humsafr…
Mere Chara gur…
Ye hai Dosti ka kathan safar…
Mere sath chalna zra soch kr…
Zra dekh tu mera hosla..
Mere pas jo b wo hai tera..
Nahi or kuch b tere siwa…
Meri Dosti..
Meri zindagi..
Meri khamoshi..
Meri be basi..
Mera ilam b..
Mera naam b..
K meri subha..
K meri sham b..
K jo mil skain mere daam b..
Wo sabhi kuch tujhe atta kare…
Mere chara gur..
Tu yaqeen tu kr..
Mujhe mangna tu na aa saka..
Main phr b mangi yehi dua!
k gawahi de ga mera Khuda…
Main jb b us se talab kia..
Nahi manga kuch b “Tere siwa”….
Khushi se dil ko aabad KaRNa…
Aur gham ko dil se azad KaRNa,
Hamari bus itni gujarish hai ke hame bhi
Din me ek baar YAAD KaRNa…
Har roz bola bhola dety ho kamal krty ho!
Hsty ko rla dety ho kamal krty ho!
Nahi hy muhabat to saaf kh do!
Kiyn umeed barah dyty ho kamal krty ho!
Hm tuhain bholany lgty hain jb bi!
Ake pyar jata dety ho kamal krty ho!
Jante bi ho keh aik hi dia hy mere ghar main!
Pher bi hawa deti ho kamal krty ho!
Bholne ka jo mjhy hr roz khty ho!
Youn yad dela dety ho kamal krty ho!
khud hi kehty ho keh nasha haram he Faraz!
Aur jam thama dyty ho kamal krty ho!!!
“wo jaaye to sahi, hum aane kaa waada karte hain..
wo roothe to sahi, hum manaane ka waada karte hain,
dil todna hai mera to beshaq tod de woh…
is dil k bina bhi hum unko chaahane ka waada karte hain……..”
Mere pyaar k tu sang sang hay
Mere sapnon main chahat ka rang hay
Pyaar kiyaaaaa
Main ne dil deya,main ne dil liya
Phali huy chandani hay
Raat bhi haseen hay
Tu jo naheen paas mere
Kuch bhi naheen hay
Tuj bin meri suni umang hay
Mere sansoon main tu mere sang hay
Gati huy roshni hay pyaar ko jagaye
A ja mere meetman tuj ko bulaye
Aaj sari fazaa jaltarang hay
Meri sanson main tu mere sang hay
Pyaar kiyaaaaa
Main ne dil deya,main ne dil liya
Zindgi ki kitab k kuch panne hote hai,
Kuch apne, Kuch begane hote hain.
Pyar se savwar jati hai zindgi,
Bas Pyar se rishte nibhane hote hai.
BUNTY
Jub Jub Raat Dhalti Jati Hai
Dil Ki Kefiet Badalti Jati Hai
Woh mil jatey hain kahani bankar
Dil mein bas jatey hain nishani bankar
Jinhe hum rakhte hain apni aakhon mein
Kyun nikal jatey hain wo pani bankar
Khayaalo ko kisi aahat ki aas rehti hai
Nigaahon ko teri talaash rehti hai
Tere bina koi kami nahi lekin
Tere bagarr tabiyat udaas rehti hai
Dil Hi Dil Mein Hum Tumhain Pyar Bahot Krtey Hain
Lekin Saach Hai K Bataney Se Bahot Dartey Hain
Khud Pe To Hai Yaqin Saanson Pe Magar Nahi.
Moat Se Nahi Aey “Khushi” Zindagi Se Hum Dartey Hain
~ Tum Bin ~
Vo Chaandani Ka Badan Khushbuon Ka Saya Hai,
Bahut Aziz Hamen Hai Magar Paraya Hai
Utar Bhi Aao Kabhi Aasaman Ke Zine Se,
Tumhen Khuda Ne Hamare Liye Banaya Hai.
Woh mil jatey hain kahani bankar
Dil mein bas jatey hain nishani bankar
Jinhe hum rakhte hain apni aakhon mein
Kyun nikal jatey hain wo pani bankar
Khayaalo ko kisi aahat ki aas rehti hai
Nigaahon ko teri talaash rehti hai
Tere bina koi kami nahi lekin
Tere bagarr tabiyat udaas rehti hai
koi raat meray aashanay mujhay youn bhi to nasaeeb ho
na khayal ho libas ka woh meray itna qareeb ho
badan ki garam anch say meri arzu ko aag day
meray josh bhi bahak uthain mera haal bhi ajeeb ho
teri chashni wajood ka main sara ras nachoor lo
phir to mera marz ho phir to mera tabeeb ho
“KABHI NARAZ MAT HONA”
Gilay chahe boht KRNA..
Rulana or boht LaRNa !
Suno naraz mat hona !
Kbhi aisa jo ho jay !
Key teri yad se gafil !
Kisi lamhe jo ho jaon !
Bina dekhe teri surat !
Kisi shab main jo so jaon !
To sapno main chaly aana !
Mujhey ehsas dila jana !
“SUNO NARAZ MAT HONA”
Kbhi aisa jo ho jaey !
Jinhain kehna zarori ho !
Wo mujh se lafz kho jaein !
Anaa ko beech mat lana !
Meri awaz ban jana !
“KABHI NARAZ MAT HONA”‘
zindagi k liye jan zarorri hai,
jeny k liye arman zaroori hai,
hamary pas hoon kitny hi gham,
magr
ap k chahry pr muskan zaroori hai.
meri dharkanon main uska hi raaz hoga.
meri baat ka bus yehi andaz hoga.
kabhi bewafaai nahi kartey hum dosti main.
meri dosti pe aapko hamaisha naaz hoga
‘Apni haseen ankhoon main chupa lo mujh ko……muhabat agr krty ho tu churra lo mujh ko………
khony ka agr khoof ho tu meri JAAN……..tu dil ki her dharkan main basa lo mujh ko…..tere her dukh ko seh lien gy hans kr hum….apny badan ki agr chader bana loo mujh ko……saahil se pehly choor tu na do gy wada kro….tum b aghaz-e-safer main bata do mujh ko…….zindagi b tere naam kr doon ga main……bs chand lamhy apne seeny se laga lo mujh ko
Ho sakta hai uss ne anjaane me hume rula diya,
Uss ne duniya ke kehne pe hume bhula diya
Hum to waise bhi akele the,
Kya hua agar kissi ne ehsaas dila diya..
Ek Khushi ki chaah mai har khushi se dur huye hum
Kisi se kuch keh bhi na sake itne majbur huye hum..
Na aayi unhe nibhaani pyar mai wafaa
Aur jamaane ki najar bewafa ke naam se mashur huye hum